UP mein 5 round ki councilling ke bad bhi AYUSH colleges ki 481 seaton par BAMS-335, BHMS -82. BUMS -64 seats par kisi ne dakhila nahin liya.
12 Ayurvedic
College-501 seat, Pvt.58 College-5010
seat |
9 Homeopathic
colleges-828 seats, Pvt 4 colleges-200 seats |
2
Unani Colleges-128 seats, Pvt.18 colleges-670 seats |
Govt. seats par
sab ne Admission le liye |
Pvt. Colleges
mein 481 seat khali kyon reh gayin? |
Agar pvt. Colleges mein 481 Students ne Admission
nahin liys to College ke Principal apne Teachers ko salary kahan se denge.
Infrastucture kaise maintain kerenge.
Hota yeh hai ki bogus Students MBBS ke layaq to study
karte nahin, apne parents ko blackmail karte hain ki BUMS mein to dakhila lenge
nahin, Sharam aati hai aur drop kar next
year phir lakhon Rs. Coaching par kharch kar MBBS ki tayyari karne lagte hain
jo ki ghalat hai. Waqt aur paise dono ki
barbadi hai.
Hamari tajweez yeh hai ki BUMS mein hi admission le
lena chahiye aur further tayyari karte rahen.
Note- agar seat chhorhte rahe to next budget mein
Unani colleges ko Budget bhi kam ho jayega aur seat bhi kam kardi jayengi jiski
wajeh se Unani System of Medicine ka nuqsan hoga.
No comments:
Post a Comment