Friday, January 12, 2024

First Muslim Teacher FATIMA SHAIKH


 


First Muslim Teacher FATIMA SHAIKH

Hindustan ki pehli Muslim Teacher Fatima Shaikh ka Birth Day 9 January 1831” Educational Awareness Day” Youm e Taleemi Bedari ke taur par manaya ja raha gai.

W 0h Pune mein paida huin theen.

Us zamane mein parhna fizool samjha jata tha. Ilaaqe ka koi aadmi school kholne ke liye apna ghar dene ko tayyar nahin tha.

Logon ki mukhalfat ke bawajood, Fatima Shaikh ne 1848 mein apne bhai Usman Shaikh ke ghar par hi Social Activist Jyotiba Phule, Saviyri bai Phule ne milkar swadeshi Libarery qayam ki thi. Jo ki mulk ka pehla Girls School sabit hua.  

Fatima Shaikh aur Savitri bai Phule Mohalle aur ilaqe ke Ghar Ghar jakar larhkiyon ko bula kar lateen aur unhen taleem dena shuru karteen.   

No comments:

Popular Posts