Thursday, October 26, 2023

new AMU VC Kaun?

STUDENT LIFE MEIN MERA RESIDENCE PEHLE LYTTON LIBARERY, USKE BAAD 61-SS WEST, SIR SYED HALL THA        -DR. MASOOD AHMAD


AMU : 23 VICE CHANCELLORS in 103 years

Aligarh Muslim Universty ke Founder Sir Syed Ahmad Khan, Unki Soch, Zehan, Door Andeshi, unki Religeous Thinking, unki Khidmat ke Jazbaat ko samajhne aur samjhan, unki Policies ko apni w doosron ki zindgion mein Amalan karane, Unke Sathion, Rufqa ne apne Dame, Darme, Sukhne, apne Khoon o Jigar se is Madre Darsgah, Chaman ki Aabyari ki hai, is mein unka Khuloos, Mehnst, aur Qurbanian shamil hain, tab jakar is Dunia mein ek Misali Secular, Ganga Jamuni Tehzeeb, Anekta mein Ekta, Deeni w Asri Taaleem aur Hostelor ko Islamic Tarbiyat dene wala ek Wahid Misali Idaara Aligarh Muslim University hi ho sakta hai.

103 saal mein Aligarh Muslim University mein ILMI DUNIA ke apne kisi n kisi khas field ke International status, Awards w Degreean hasil karne wale Reseach Scholor, Activist Vice Chancellor khidmat anjam de chuke hain. ,

23 Names of AMU Vice Chancllors

1-Mohammad Ali Mohammad Khan Nawab Asgharpur, Distt. Aligarh

2-Sahebzada Aftab Ahmad Khan

3-Nawab Mohammad Muzammilullah Khan Sherwani

4-Ross Masood (Grand son of Sir Syed Ahmad Khan)

5-Sir Dr. Zia uddin Ahmad (International Scientist)

6-Sir Shah Mohammad Suleman

7-Sir Dr. Zia uddin Ahmad No.5 repeated

8-Zahid Husain

8-Nawab Mohammad Ismail Khan

9-Dr. Zakir Husain (President of India)

10-Colonel. Basheer husain Zaidi

11-Bdar uddin Tayyab ji

12-Ali Yawar Jang

13-Abdul Aleem

14-A.M. Khusro Economist (Reserve Bank of India

15-Syed Hamid (Retd I.A.S)

16-Syed Hashim Ali (Computer Scientist)

17-M.N. Farooqui

18-Mahmoodur Rahman

19-Mohammad Hamid ansari I.F.S. (Vice President of India 2 terms

20-Naseem Ahmad (Retd. I.A.S.)

21-P.K. Abdul Aziz

22-Lieutenent Zameer uddin Shah

23-Prof. Tariq Mansoor

 

Acing Vice Chancllor

1-  Nawab Mohammad Muzammilullah Khan Sherwani

2- Sir Shah Mohammad Suleman

3- Khan Bahadur Ubaidur Rahman Khan Sherwani

4- Khaliq Ahmad Nizami

5- Har Bansh Lal Sharma

6- Mohammad Shafi

7- Jagan Nath Parsad

8- Qamar ul Hsan Farooqui

9- K.M.Bahauddin

10- Wasi ur Rahman

11- Ashok Bal

12- Mohammad Zaheer

13- Zaheer ur Rahman

14- Mohammad Saleem uddin

15- Prof. Mohammad Gulrez(4April 2023 se abtak)

Gulrez sb ne dilchaspi lekar naye Vice Chancellor muntakhab karne mein EC aur Court ki khali seaton ko bharkar panal tayyar karne mein takheer ki to AMUTA aur Old Boys ne dharna dena shuru kardia aur Bab e Syed band kardiya. Akhirkar Exicutive Council ki naya panel taskeel karne keliye 30 Octuber aur Court ki meeting 6 November 2023 declare kar di gayi hai.

 

Social Media mein aur University mein mundarja zail naam samne arahe hain. Ab Dekhiye kon se 5 naam EC chunkar bhejti hai aur Court member 3 namon ki taeed kar Education Ministry ke zariye President of India ko pesh karte hain.

Presdent of India Naye Vice Chancellor ko chun kar AMU ko bhejengi.

 

 

 

 

 

Candidates for AMU VC:

Prof. Md. Rizwan Khan, Cordinator UGC DRS Phase II, Dept. of English, AMU 

Prof. Mohammad Gulrez, Oftng.VC from the Dept. of West Asian, AMU

Prof. Sufiyan Islahi, Dept. of Islamic Studies, AMU 

Prof. Mazhar Asif, JNU

Prof. Mujahid Beg, JNMCH, AMU

Prof. Faizan Mustafa, Dept. of Law, AMU. 

Prof. Abdul Alim, Dept. of Hindi, AMU 

Prof. Abdul Qayyum, Clustur University, JK

Prof. Nuzhat, JMI

Prof. Urooj Rabbani, JNMCH, AMU 

Prof. Qamarul Hasan Ansari, F/O, Social Science 

Prof. Jawed Akhtar, MBA Department 

Prof. Naima Gulrez, Women's College 

Prof. Salma Ahmad, MBA, Department

Prof. Najamul Islam, JNMCH, AMU 

Prof. Abdul Khaliq, External

 

No comments:

Popular Posts