Prof. Irfan Habib & Prof. Shireen Moosavi, Department of History, AMU, Aligarh *Photographed by me (Samim Asgor Ali) on 28 September 2024 *I often visit AMU Campus though I was never a student of AMU. My connection with AMU had started in 1999 when I visited AMU for the first time. During that period my younger brother Tarek Asgarh was a PhD student at Centre for West Asian Studies, AMU. Then I visited AMU to meet my brother and stayed at S S Hall South for two weeks. And after that I visited AMU many times. During every visit I clicked many photographs in AMU Campus. So far in my "AMU Archive" there are many hundreds of beautiful photographs. I have many beautiful memories in AMU Campus. #aligarhmuslimuniversity #personalstory #downmemorylane #personalstorytelling #storytellingphotography #amucampus #amucommunity Aligarh Muslim University and Aligs
HAPPY
BIRTHDAY TO OUR IDEAL, HISTORIAN, BUZURG USTAD of AMU- PROF IRFAN HABIB- DR.
MASOOD AHMAD, Editor ;- www.salamevatan.org
MAIN NE EK BAR PROF.
IRFAN HABIB SB KO ALIGARH KI NUMAISH MEIN ‘ HEALTH CONFERENCE’ KE PROGRAME MEIN
INVITE KARNE KE BARE MEIN SOCHA AUR APNE SEWA TRUST KE PATRON APNE USTAD PADAM
SHRI PROF. HAKEEM SYED ZILLUR RAHMAN SB
KO APNI KHWAHISH KE BARE MEIN BATAYA. HAKEEM SB NE MUJHE MOTIVATE KIYA AUR KAHA
KI JAO, UNHEN INVITE KARO, WOH ZAROOR AA JAYENGE. WOH BAHUT MUKHLIS HAIN KISI KA DIL
NAHIN TORHTE HAIN, MERA SALAM KEHNA , WOH BARHE DIL KE MALIK HAIN.
ALLAH PROF IRFAN SB
KO SEHATE KAMILA ATA FARMAYE KI PROF IRFAN HABIB SB KO HAKEEM SB NE PROGRAME KA
CHIEF GUEST BANAYA AUR UNHONE AAKAR HAMARE PROGRAME MEIN CHAR CHAND LAGA DIYE.
GUEST OF HONOUR MARHOOM
SHAIKHAR SARRAF JI NE PROF. IRFAN HABIB SB KE STAGE PAR HI CHARARH CHHUE AUR
UNSE AASHEERWAD LIYA AR KAHA KI AAJ TAK IS SHAKHSIYAT KA NAAM HI SUNA THA, INKO
PARHA THA.
MEIN KHUSHNASEEB HOON , AAJ DR. MASOOD JI AUR MARHOOM MUJAHID SHERWANI JI KA SHUKRGUZAR HOON KI AAJ IS DEVTA KE DARSHAN BHI KARA DIYE.
ALLAH SE DUA HAI KI
May he live many years more and keep contributing to knowledge through Aligarh Muslim University and the world
No comments:
Post a Comment