- Paneer
har umar ke bachche hon a ya boorhe sabki pasandeeda ghiza hai aur istemal mein
lane keliye bahut mufeed hai.
-Paneer Protein se bharpoor hai aur Immunity
develop karta hai.-
-Paneer
Cancer jaise janleva beemari se hifazat karta hai. Mostly Breast Cancer se
bachata hai.
-jald walden
banne ke khwahishmand Husband-Wife ko paneer khana zaroori kaha jata hai
-Low Fat
yani kam chiknai wala paneer Blood Pressure ko normal rakhta hai
-Paneer
Liver aur Digestive System ko mazboot banata hai
-Bachchon
ki Hight barhane mein paneer fayedemand hai.
-Paneer mein
Protein, Calcium, Potassium, Megnacium, Phosphorasbharpoor Minerals hote hain
lihaza Haddian (Bone), Teeth (Dant) aur B12 Nervous System ko mazboot banata
hai
-Paneer
may help improve Vision and makes your Skin glow
- Kamzor bachchon aur Pregnant Women ki diet
mein Paneer ko barhana chahiye.
- Paneer
Arthritis, Rehumatoid Arthritis, Jorhon ke dard mein fayeda karta hai
-Diabetes
ke mareezon mein bhi mufeed hai.
-Paneer Low
Weight wali Body ka wazan barhakar, Farbeh, aur taqatwar banata hai aur burhahpe ko rokta hai.
-Paneer Khwateen
mein Menupause Stress ko rokta Hai.
No comments:
Post a Comment